You Can Increase Your Timing During intercourse With Your Life Partner

You Can Increase Your Timing During intercourse With Your Life Partner



Hello Dear Friends 

Har Koi Chahta hay k wo apny Intercourse (jama ,Hambistri) k time ko zayada kar sakay .

or is k liy wo tarha tarha ki medican use karty hain jis se wakti to faida hota hay 

lakin us k bad bohat se nuksanat hoty hain 

Jaisy High B.P ( Buland Fishar-e-Khoon ) 

timing ka bilkul khatam ho jana 

or har bar medican use karny ki adat par jana 

jis se ap din badin kamzoor ho jaty hain or apki mardangi khatam hony lagti hay ,

agar ham qudarti tariko ko apna lain to in medican ki zarorat nahi parti , 

sab se bari waja hay kam ilmi ,

nay shadi shuda jooro ko pata be nahi hota or batany wala be koi nahi hota ,

jis se azdawaji zindgi mutasir hoti hay ,

kuch munasib batain jo is kam main apnai jain to us k dair pa asraat muratab hon gay ,

sohag raat , ya jis din hambisitri karni maksood ho us din se he 

apni / apny Hamsafar k sath din se he khush meezaji se paish ain

hansi mazaak karain 

thoora romance be sath sath karain

1 apni b.v ko koi gift ya khany peeny ki chez di jay isi tarha apny mia ko be unki pasand ka khana    bana k dia jay ,

 2 Khana Kam Khain intahai kam

3 Khana khany k bad kam az kam 4 ganto tak hambistri na karain

4 jitna zayada ap khana khain gay usi kadar apka B.P high ho jay ga or inzaal jaldi ho jay ga,

khana kam khany se jo faida hota hay wo yeh hay k

Olaad sehat mand, chust, active, khoobsorat or zaheen hoti hay,

bacho ka meezaj acha hota hay ,
 mazeed is safar main ap ko kuch behtar batain batany k next post tak ijazat chahoun ga

apna khayal rakhain apny liy or apno k liy

agar apko koi masla dar paish hay to is email par ap hamain apna masla likh k bhaijain shukria

healthtipsy2013@gmail.com

No comments: